📦 Pack of 6 — is qeemat (Rs 1,450) mein aap ko 6 lipsticks ka pack milta hai.
Delivery Time: 2–4 Working Days Aapka parcel 2–4 working days mein aap tak pohanch jayega. Barah-e-karam apna mobile number ON rakhein. Hamara delivery rider parcel pohanchane se pehle aapko call karega.
Full cash on delivery — pay when your parcel arrives. No advance.
Shade — Mulberry
Mulberry aik gehra, shandaar purple-berry rang hai jo is poori collection ka sab se munfarid shade hai. Pak Fashion Point ki Luxe Matte Lipstick – Mulberry shaam ki taqreebat aur bold fashion looks ke liye banayi gayi hai. Medium aur dusky skin tones par ye rang khaas taur par pur-asar lagta hai, aur fair skin par dramatic statement banata hai. Velvety matte formula honthon ko khushk kiye baghair gehra rang ghanton barkarar rakhti hai. Qeemat sirf Rs 1,450 — FREE delivery, full Cash on Delivery, koi advance nahi. WhatsApp 0318 0163461.