Delivery Time: 2–4 Working Days Aapka parcel 2–4 working days mein aap tak pohanch jayega. Barah-e-karam apna mobile number ON rakhein. Hamara delivery rider parcel pohanchane se pehle aapko call karega.
Full cash on delivery — pay when your parcel arrives. No advance.
Shade — Burgundy
Gehra burgundy — sardiyon aur shaam ke function ka raja rang. Burgundy Lip Tint har skin tone par, khaas taur par wheatish aur deep tones par, bohat royal lagta hai. Aik dafa lagayein, ghanton gehra stain rehta hai; halka formula honthon par bojh nahi banta. Qeemat sirf Rs 1,450, FREE delivery aur full Cash on Delivery ke sath, advance nahi. Order ke liye WhatsApp karein: 0318 0163461.