Delivery Time: 2–4 Working Days Aapka parcel 2–4 working days mein aap tak pohanch jayega. Barah-e-karam apna mobile number ON rakhein. Hamara delivery rider parcel pohanchane se pehle aapko call karega.
Full cash on delivery — pay when your parcel arrives. No advance.
Shade — Caramel
Caramel jaisa meetha warm brown — Caramel Lip Tint wheatish skin tones par bohat natural aur pyara lagta hai. Ye stain honthon ko halki si brown-gulabi rangat deta hai jo rozana har dress ke sath chal jati hai. Halka formula, der tak rehne wala rang. Qeemat sirf Rs 1,450, FREE delivery aur full Cash on Delivery ke sath, baghair advance ke. Order ke liye WhatsApp karein: 0318 0163461.