Delivery Time: 2–4 Working Days Aapka parcel 2–4 working days mein aap tak pohanch jayega. Barah-e-karam apna mobile number ON rakhein. Hamara delivery rider parcel pohanchane se pehle aapko call karega.
Full cash on delivery — pay when your parcel arrives. No advance.
Shade — Cocoa
Cocoa jaisa gehra brown — deep skin tones ki shaan. Cocoa Lip Tint honthon ko rich brown stain deta hai jo bohat hi classy lagta hai aur der tak nahi utarta. Halka water-based formula honthon ko soft rakhta hai, bhaari bilkul nahi lagta. Qeemat sirf Rs 1,450, FREE delivery aur full Cash on Delivery ke sath, baghair advance ke. Order ke liye WhatsApp karein: 0318 0163461.